Thursday, 21 June 2018

HADEES E PAK -GAWAHO KE BAGAIR NIKAH KARNE




GAWAHO KE BAGAIR NIKAH KARNE WALI AURATE ZAANIYA HAI….

♥ MAFHOOM-E-HADEES: IBNE ABBAS (RAZI’ALLAHU ANHU) SE RIWAYAT HAI KE,
“HUZOOR (SALLALLAHU ALAIHAY WASALLAM) NE IRSHAD FARMAYA –
“GAWAHO KE BAGAIR NIKAH KARNE WALI AURATE ZAANIYA (ZINAA KARNEWALI) HAIN”.
– 
(TIRMIZI SHARIF, JILD-1, SAFA-563, HADITH NO. 1095, BAAB NO. 751)
» BAALIGH AURAT KA NIKAH USKI MARZI KE KHILAAF KOI NAHI KAR SAKTA,
NA USKA BAAP NA BAADSHAH-E-WAQT.
– 
(BUKHARI SHARIF)
» MUSALMAN AURAT KA NIKAH MUSALMAN MARD KE SIWA KISI BHI MAZHABWALE SE NAHI HO SAKTA.
– 
(QANOONE SHARIYAT J:2)
♥ QAUL-E-MUBARAK: IMAM JAFAR SADIQ (R.A) KA QOUL HAI KE:
“JISNE APNI BETI KA NIKAH SHARAABI MARD SE KIYA,
TOU USNE (BETI KO) ZINAA KARNE KE LIYE RUKHSAT KIYA.”
– 
(TANBIA-UL-GAFILIN. S:169)
– 
(MUSTADRAK UL-WASA’IL)

ALLAH US SHAKHS KO ABAD RAKHTA HAI JO HADIS SUN K DOSRE KO PHNCHAYE
SHARE TO OTHERS SADQA E JARIYA



No comments:

Post a Comment