BAGAIR SABR KE
EMAAN BEKAR HAI ….
♥ SABR ♥ FARMAN-E- HAZRAT ALI(RAZIALLAHU ANHU)
∗ SABR KO EMAAN SE WOHI NISBAT HAI JO SAR KO JISM SE HAI, JIS TARHA BAGAIR SAR KE JISM BEKAAR HAI ISSI TARHA BAGAIR SABR KE EMAAN.
∗ DAULAT, HUKUMAT AUR MUSIBAT ME AADMI KE AQL KA IMTIHAAN HOTA HAI, KI AADMI SABR KARTA HAI YA GALAT QADAM UTHATA HAI.
∗ SABR EK AISI SAWAARI HAI JO SAWAAR KO KABHI GIRNE NAHI DETI.
∗ AISA BOHAT KAM HOTA HAI KE JALDBAAZ NUQSAAN NA UTHAYE, AUR AISA HO HEE NAHI SAKTA KE SABR KARNE WALA NAAKAAM HO.
∗ SABR EMAAN KI BUNIYAD, SAKHAWAT INSAN KI KHUBSURTI, SACCHAI HAQ KI ZABAN, NARMI KAMYABI KI KUNJI AUR MOUT EK BEKHABAR SATHI HAI.

!!!! DUA KI
DARKHWAST !!!!
ALLAH US
SHAKHS KO ABAD RAKHTA HAI JO HADIS SUN K DOSRE KO PHNCHAYE
SHARE TO OTHERS SADQA E JARIYA
SHARE TO OTHERS SADQA E JARIYA

No comments:
Post a Comment